प्रतियोगिता परीक्षाओं हेतु पूर्णतः संकल्पित प्रतियोगियों को समर्पित ....
खोजे
Sunday, November 27, 2011
एस एस सी की परीक्षा ४ दिसम्बर को........
एस एस सी की डाटा एंट्री ओपेरटर एवं एल डी सी पदों के लिए ४ दिसम्बर को परीक्षा आयोजित की जानी है। सभी प्रतियोगियो को प्रतियोगी जीवन परिवार की और से शुभकामना.....
Aap apna prayas band mat krna hum aapke feed readder hai agar aapse ho sake to pariksha ki taiyari bhi karai ja sake to aur behatar jaise rashtriya pratibhawan khoj pariksha ki taiyari
Sudhir jee namaskar kuch problem ke karan hamari team regular update nhi kar pa rahi thee. aasha rakhiye ke future me aapko shikayat ka mauka nhi doonga.......aur haa aap apne bare me kuch jankari de sake jaise ki aap kya karte hai....kaha rahte hai etc.... to hamare liye behtar hota.... jahan tak pariksha ki taiyari karane ki baat hai to hum pratiyogio ki poori madad ke liye hamesha taiyar hai.... Rashtriya Pratibhawan Khoj Pariksha (NTSE) ke bare me hamare pass koi candidate filhal nhi hai...phir v aap kisi v tarah ki jankari ke liye sadar aamantrit hai... pratiyogi jeevan team aapki poori madad ke liye prativadh hai....
Dear Sir ji
ReplyDeleteGreetings
Aap apna prayas band mat krna hum aapke feed readder hai agar aapse ho sake to pariksha ki taiyari bhi karai ja sake to aur behatar jaise rashtriya pratibhawan khoj pariksha ki taiyari
aapka
sudhir
9926124801
Sudhir jee
ReplyDeletenamaskar
kuch problem ke karan hamari team regular update nhi kar pa rahi thee. aasha rakhiye ke future me aapko shikayat ka mauka nhi doonga.......aur haa aap apne bare me kuch jankari de sake jaise ki aap kya karte hai....kaha rahte hai etc.... to hamare liye behtar hota.... jahan tak pariksha ki taiyari karane ki baat hai to hum pratiyogio ki poori madad ke liye hamesha taiyar hai.... Rashtriya Pratibhawan Khoj Pariksha (NTSE) ke bare me hamare pass koi candidate filhal nhi hai...phir v aap kisi v tarah ki jankari ke liye sadar aamantrit hai... pratiyogi jeevan team aapki poori madad ke liye prativadh hai....
regards,
Pratiyogi jeevan network